Be-khuloos logo’n se Ijtinab karna hayMujhy apne rishto’n ka Ehtisab karna hayUsay bhool jana hay ya Usay yaad rakhna hayDukh tou ek jesa hay bs Intikhab krna hay
Humare dilki gehrai ko koi samjh paya hi nai, Kitne tanha hain hum koi jaan paya hi, Kisi ko humari kami mehsoos ho, Khuda ne hume aisa banaya hi nai…
agarche do kinaron ka sangam nhi hota, magar ek sath chalna b koi kam nhi hata;wo ankhain ek luta ghar hain jehan aansu nahi rehte, wo dil ek pathar hai jis dil main kisi ka gham nahi hota,
Dil Ki Dharkanoo Ko ik lamha saber nahi, Shayd k us ko ab meri kader nahi,Her safer mein mera kabhi hamsafer tha woh, Ab safer to hai mager wo hamsafer nahi..!
Aaj yeh tanhai ka ehsaas kuch hadd se zyada hai, tere sang na hone ka malaal kuch hadd se zyada hai.phir bhi kaat rahe yeh jiye jane ki saza yehi sochkar, shayad is zindagani mein mere gunaah kuch hadd se zyada hai.