SANTA: Mere Nana ne mujhse choti si baat par rishta tod diya.. BANTA: Kyun.Kya kha unhone.? . Unhone kaha.. . Moongphali me dana nhi Hum tumhare Nana Nhi..
santa daru pee k tala kholne laga, hath kapne ki vajah se tala nhi khula, banta- mai khol du, santa- mai khol lunga, tu ghar ko pakad, sala bahut hil raha hai.